Na Jaane Kiyon Hamein Aansoo Dikhana Nahi Aata

Na jaane kiyon hamein aansoo dikhana nahi aata,
Na jane kiyon hal-E-Tanhai jatana nahi aata,
Kiyon aapno se bichar jate hai,
Shayad hamein unka sath nibhana nahi aata........