Mery jeevan may aana


Mery jeevan may aana
Aur phir nahi jana
Mera jeevan khizaa hay aur tum ho bahaar
Mery jeevan may kia hay , bus hay intizaar
Mery jeevan may aana
Aur phir nahi jaana

Ye mery raahain aur ye mery baahain
Aisa na ho ye b akely rah jaye
Aur tum ko na pa kar , paraye ho jaye
Mery jeevan may aana
Aur phir nahi jaana