kaisa sila mila


Unse pyar karne ka ye kaisa sila mila,

na saathi mila aur na humsafar mila,

Hum diya jalta chhod gaye the unke liye

jab vapas laute to jalta hua ghar mila.