agr yakeen na ho


agr yakeen na ho
k chand lamhon mein
is ujard basti k
doosry kinary py
zamee'n doz kut'yaa k
aakhri musafir ko
teri zulf se nikl kr
zindgi niharny wali hai
to wo beemar-e-hijr
jan har baithy ga
aur us ki aaah
aasman chaak kar dy gi
us ki boht be-chain rooh
badan ko aaq kar dy gi