Zara saaa faisla karna!!!!


zara sa faisla karna
bara dushvar hota hy
k jevan ki kahani ko
bayan.e.be-zubani ko
kahan se yad rakhna hy
kahan se bhool jana hy
kis se kitna batana hy
kis se kitna chupana hy
kahan ro ro k hansna hy
kahan hans hans k rona hy
kahan avaz deni hy
kahan khamosh rehna hy
kahan rasta badalna hy
kahan se loat ana hy
bara dushvar hota hy
zara sa faisla karna,