Muhabbat
Muhabbat ghum hai dil ka
Muhabbat ik khazana hai
Muhabbat hai tufan ka naam
Muhabbat sanson ki mala hai
Muhabbat suchai hai dil ki
Muhabbat ka lafzon pe tala hai
muhabbat pe rona parta hai sb ko
Muhabbat behta dhara hai
Muhabbat manind hai tapti dhoop ki
Muhabbat armanon ki thandi chaya hai
Muhabbat afsana hai dil ka
muhabbat ik udan khatola hai
Muhabbat gehri hai samangr jaisi
Muhabbat laikin ik shola hai
Bookmarks