Yeh chaand Jamadi ul Sani ka deta hai yeh khabir,
Kuhram bapa hota hai aflak main dar dar.

Aata nahi hai Zanib o Kulsoom ko Sabar,
Maan se juda hote hain Shabbir o Shabar.

Likh ker Rehan~ rota hai kahani Batool S.A ki,
Umat ne khoob ojaari hai Nashani Rasool S.A.W.A.W ki.