Maa Ke Qadmon Mei


Maa Ke Qaaddmo Mei Meri Jannat He
Us Ki Khushio Ki Raab Se Mannat He
Us Ka Aanchal Sadan Rahe Sar Pe
Rab Se Mangi Ye Hi Mannat He

Meri Maan Haye Kit Ni Bholi He
Meri Khushi Yon Me Us Ki Holli He
Jan Us Par Nisar Kar Dun Mei
Meri Khushia Wo Meri Jannat He

Meri To Sabhi Se Eltaja He Yehi
Sabhi Maa Baap Ko Piyar Karo
Dunia Ki Shushia Un Par Nisar Karo
Qaadmon Me Un Ke Dunia War Karo

Jitna Bhi Doge Piyar Wo Kam He
Un Ki Qurbanio Me Wo Dam He
Un Ka Koi Jwab Nhi Be Looc Chahat He
Un Ke Peroon Me Hamari Jaannat He

Sari Dunia Ek Taraf Or Maa Bap Ektaraf
Un Ki Koi Misal Nhi Un Ka Koi Jwab Nhi
Sab Ko Naseeb Hon Maa Baap Ka Piyar
Unke Jesi Jhan Me Koi Duji Cheez Nhi

Tham Lo Un Ke Budhe Hathon Ko
Un Ke Jesa Jhaan Me Koi Garib Nhi
Dunia Me Un Jese Koi Qarib Nhi
Wo Na Hote To Tumhara Naseeb Nhi

Sab Ko Bas Apna Apna Kehna He
Apni Biwi Apna Gehna He
Ye Nhi Jan Te Ki Kal En Ko Fir Se
Maa Baap Ban Ke Rehna Hei

Wohi Batte Hei Fir Wohi Sap He
Waqt Dohrayega Wo Sab Jo.Kal
Tumhare Sath Zaaroor Hona He
Jo Fasal Bodi Wo To Kato Ge

Ye To Dastur Bahut Purana He
Kesi Lagi Bibbo Ki Ye Bate Tum Ko
Padh Ke In Ko Zaara Goor Karo
Apne Maa Baap Ko Na Door Karo