~*Mouj k samne hay kanara*~


Yeh samaan mauj ka kaarwaan
Sath hay humsafar le chala hay kahan
Yeh abhi lehar jo beh gayi hay
Jane chupke se kiya keh gayi hay


Muskarayi fazaa gungunayi hawa

Jhum uthe yeh zameen aasmaan
Zindagi ab naheen beysahara
Mouj k samne hay kanara
Kaisa tufan kidar pyaar ki rehguzar
Mere qadmon main hay kehykishaan
Yeh samaan mouj ka kaarwaan
Sath hay humsafar le chala hay kahan