~*Aik anjan zaat ki janib*~

Main jo tanha rah talab main chala
Mera saya mere akab main chala
Suba k qaflon se nibh na saki
Main akela nikal k shab main chala
Jab gahne ganglon ki saf ayi
Aik tara mere akab main chala
Main kabhi harat talab main ruka
Aur kabhi shidate ghazab main chala
Naheen khulta k koun hoon main
Aur kis shaks ki talab main chala
Aik anjan zaat ki janib
Alfarz main bare tahab main chala