Jab tak zabat ne sath deya khushbiyaan rahe

Jab tak zabat ne sath deya khushbiyaan rahe
Lekin dard pahnan se hum sokhta e jaan rahe

Pata apne ghar ka maloom naheen humeen lekin
jahan bhi hum rahe tahiya aasman rahe

Sab ko hi shayad ho gi manzil ki aarzo
Hum to besahara bas shamil karwaan rahe

kuch to judayi ka tanao bhi tha mere azaa par
kuch mosam bhi tabiyat pe baargiraan rahe

Hum to gaye the aap ko apna samjh k ruth
Naam apne naaz pe hum matam kana rahe

Go chasham manzar main hay nazara bahar ka
Lekin dil o jaan supordo khizaan rahe..