Mujay us say muhabat the......
Mujay us say muhabat the......
lakin......
mery aur us k darmiyaan muhabat na aa saki....
kyun k....
wo us daies ka basi tha jahaaan
muhabton ko "tara e imtiyaaz"
Samja jata ha....
aur mery is qabilay say talouq tha jahaan dilon ko torna rasam sadiyon porani ha....
mein nay us basi ko is qabilay mein na any dia
k wo harany aya tha mujy....
Muhabton mein
aur mein.....
"Anaa ka Qaidee"
Bookmarks